Yeh alam shok ka dekha na jay,
Yeh alam shok ka dekha na jay,
Yeh alam shook ka dekha na jaywo buut hai ya khuda dekha na jaye
Yeh kin nazroo sy tu ny aaj dekha
k tera dekhna,dekha na jaye
Hamesha k liyay mujh sy bechar ja
yea manzar barha dekha na jaye
Galat hai jo suna par azma kar
tujhay ay bewafa dekha na jaye,
Yeh mehroomi nahi pass-e-wafa hai
koi teray sawaa dekha na jaye
0 comments: