kahnay ko myra uss say koi waasta nahi,

kahnay ko myra uss say koi waasta nahi,

kahnay ko myra uss say koi waasta nahi
 amjad magar wo shakhs mujhy bulta nahi
darta hun ankh khotun to manzar badal na jay
 main jaag to raha hun magar jaagta nahi
ashfatgee say iss ke uss baywafa na jaa
 aadat ke baat aur hai dill ka burra nahi
sahab nazar say karta hain phatar b guftugu 
 na jins k hazoor zaban kholta nah.

0 comments: